“Hazrat Aboo Umama RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Kee Khidmat-E-Aqdas Me Arz Kiya Gaya :
Kis Waqt Kee Duaa Zyaada Suni Jaati Hain?
Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Raat Ke Aakhiri Hisse Me (Kee Gayi Duaa) Aur Farz Namazon Ke Baad (Kee Gayi Duaa Jald Maqbool Hoti Hai).”
رواه الترمذي والنساءي.
وقال الترمذي : هذا حديث حسن.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/526, Raqam-3499,
Nasa’i As-Sunan-ul-Kubra, 06/32, Raqam-9936,
Abd-urAbd-ur-Razzaque Al-Musannaf, 02/424, Raqam-3944,
Nasa’i Amal-ul-Yawm Wal-Laylah, 01/186, Raqam-108,
Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 03/370, Raqam-3428, &
Musnad-ush-Shamiyyin, 01/454, Raqam-803,
Bayhaqi As-Sunan-us-Sughara, 01/477, Raqam-839, 840,
Ibn Rajab Jami’-ul-Uloom Wal-Hakim, 01/273,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 02/321, Raqam-2550,
Asqalani Fat’h-ul-Bari, 11/134.]
“Hazrat Aboo Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Teen³ (Qism Ke Logon Kee) Duaaye Bila Shak Wa Subah Maqbool Hain, Mazloom Kee Duaa, Musaafir Kee Duaa Aur Waalid Kee Apni Awlaad Ke Liye Kee Gayi Bad-Duaa.”
رواه الترمذي وأبوداود وأحمد.
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 04/314, Raqam-1905, &
05/502, Raqam-3448,
Aboo Dawood As-Sunan, 02/89, Raqam-1536,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 02/258, Raqam-7501, 7564, 10199, 10719, 10781,
Ibn Hibban As-Sahih, 06/416, Raqam-2699,
Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 06/105, Raqam-29830,
Bukhari Al-Adab-ul-Mufrad, 01/25, Raqam-32,
Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 01/12, Raqam-24,
Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 03/300, Raqam-3594,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 04/43, Raqam-4735.]

“Hazrat Umme Darda RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Farmaya Karte They :
Musalman Kee Apne Bhai Ke Liye Us Kee Adam Maujoodagi Me Kee Jaane Waali Duaa Maqbool Hoti Hai.
Us Ke Sir Ke Paas Aik Farishta Muqarrara Hota Hai Jab Bhi Woh Apne Us Bhai Ke Liye Nek Duaa Karta Hai, To Farishta Kahta Hai Aameen Aur Tujhe Bhi Ayse Hee Naseeb Ho (Jayse Ki Toone Apne Bhaai Ke Liye Duaa Kee Hai.”
–
[Muslim As-Sahih, 04/2094, Raqam-2733,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 06/452, Raqam-27599,
Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 03/353,
Ibn Ghazwan Kitab-ud-Dua’a, 01/234, Raqam-63.]
“Hazrat Aboo Darda RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Jab Koi Musalman Apne Musalman Bhai Ke Liye Us Kee Adam Maujoodagi Me Duaa Karta Hai To (Mukarrar Kardah) Farishta Kahta Hai Tere Liye Bhi Aysa Hee Ho (Jo Toone Apne Bhaai Ke Liye Duaa Kee Hai).”
–
[Muslim As-Sahih, 04/2094, Raqam-2732,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 06/452, Raqam-37598,
Ibn Hibban As-Sahih, 03/268, Raqam-989,
Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 06/21, Raqam-29158, 29161.]
No comments:
Post a Comment