Hadith-02
Gham Door Karne Waale Kalimaat
“Hazrat Abdu-ul-Allah Bin Salma RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki RasoolAllah Sallahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Hazrat Ali Alayh-is-Salam Ke Liye Farmaya :
Ali !
Kya Me Tumhein Gham Durr Karne Waale Kalimaat Kee Ta’lim Ne Doo’n ?
Phir Farmaya :
“لا اله إلا الله العلى العظيم سبحان رب السموات السبع و رب العرش العظيم الحمد لله رب العالمين ”
–
[An-Nasa’i, Khasa’is-E-Ali Ibn Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim,/46, 47, Raqam-36.]
Hadith-03
“Abd-ur-Rahman Bin Abi Layla Kahte Hain Ki Hazrat Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ne Farmaya Ki Gham Durr Karne Waale Kalimaat Aur Is Kee Misl Hee Muhammad Bin Uthman Bin Hakim Aboo Ghasaan, Isara’il, Abi Is’haq, Abd-ur-Rahman Bin Abi Ya’la Se RasoolAllah Sallahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Kee Yeh Hadith Marwi Hai.”
–
[An-Nasa’i, Khasa’is-E-Ali Ibn Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim,/47, Raqam-37.]
No comments:
Post a Comment