“Hazrat Abdullah Bin Haaris Bin Jaz’a RadiyAllahu Ta’ala Anhu Bayan Karte Hain Ki Mein Ne Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Se Zyaada (Khubsurat) Muskuraane Waala Koi Nahin Dekha.”
رواه الترمذي وأحمد . وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/601, Raqam-3641,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 04/191,
Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 06/251, Raqam-8047,
Maqdisi Al-Ahadith-ul-Mukhtarah, 09/205, Raqam-189,
Ibn Mubarak Az-Zuhad, 01/47, Raqam-145.]
“Hazrat Jarir RadiyAllahu Ta’ala Anhu Bayan Karte Hain Ki Jab Se Me Daayra-E-Islam Me Daakhil Huwa Us Waqt Se Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Mujh Se Jab Bhi Parde Me Huwe Ya Mujhe Dekha, Mere Saamne Zaroor Muskuraaye. (Ya’ni Kisi Qisam Ka Koi Hijaab Nahin Rakha, Jab Bhi Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Mujhe Dekhte To Chehra-E-Anwar Tabassum Reyj Ho Jaata).”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 03/1104, Raqam-2871, &
05/2260, Raqam-5739,
Muslim As-Sahih, 04/1925, Raqam-2475,
Tirmidhi As-Sunan, 06/679, Raqam-3821,
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
Ibn Majah As-Sunan,01/56, Raqam-159, Tabarani Al-Mu’jam-ul-Kabir, 02/293, Raqam-2219.]
“Hazrat Aaisha RadiyAllahu Ta’ala Anha Riwayat Karti Hain Ki Mein Ne Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ko Kabhi Is Tarah Khul Kar (Ya’ni Qahqaha Laga Kar) Hanste Nahin Dekha Ki Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ka Halaq Mubarak Bhi Dekh Leti, Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Sirf Muskuraaya Karte They.”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 05/2261, Raqam-5741, &
04/1827, Raqam-4551,
Muslim As-Sahih, 02/616, Raqam-899,
Aboo Dawood As-Sunan, 04/326, Raqam-5098,
Bukhari Al-Adab-ul-Mufrad, 01/97, Raqam-251,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 06/66, Raqam-24414, Hakim Al-
Mustadrak, 02/495, Raqam-3700.]
“Hazrat Bara’ Bin Aazib RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Jab Bhi Do² Musalman Aapas Me Milte Hai Aur Musafah Karte Hai To Alayheda Hone Se Pahle Hee Un Ke Gunaah Bakhsh Diye Jaate Hain.”
رواه الترمذي وأبوداود.
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/74, Raqam-2727,
Aboo Dawood As-Sunan, 04/354, Raqam-5211, 5212,
Ibn Majah As-Sunan, 02/1220, Raqam-3703,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 04/289, 303,
Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 05/246, Raqam-25717,
Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 07/99, Raqam-13349,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 03/289, Raqam-4110.]
“Hazrat Qatada RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Unhone Hazra Anas RadiyAllahu Ta’ala AnhuSe Arz Kiya :
Kya Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Sahaba Me Musaafah Murawwij Tha ? Unhone Farmaya Ha’n,”
–
[Bukhari As-Sahih, 05/2311, Raqam-5908,
Ibn Hibban As-Sahih, 02/245, Raqam-492,
Aboo Ya’la Al-Musnad, 05/252, Raqam-2871,
Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 07/99, Raqam-13346, &
As-Shuab-ul-Iman, 06/471, Raqam-8942,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 03/291, Raqam-4121.]
“Hazrat Jarir RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Kuchh Aurton Ke Paas Se Gujare To Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Unhein Salam Kiya.”
–
[Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 03/358, Raqam-19367 : 03/363, Raqam-19426,
Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 04/118, Raqam-3759,
Khatib Tabrizi Mishkat-ul-Masabih, 02/164, Raqam-4647.]
“Hazrat Anas RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Jab Ahle Kitab Me Se Koi Tumhein Salam Kahe To Tum Yoo’n Kaho :
﴿وَ عَلَيْكُمْ﴾
Aur Tum Par Bhi.”
–
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 05/2309, Raqam-5903,
Muslim As-Sahih, 04/1705, Raqam-2163,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 03/99, Raqam-11944,
Aboo Ya’la Al-Musnad, 05/295, Raqam-2916,
Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 06/512, Raqam-9102,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib, 03/292, Raqam-4127.]
“Hazrat RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Bete !
Jab Ghar Me Daakhil Howo To Ghar Waalon Ko Salam Kiya Karo, Yah Tumhaare Liye Aur Tumhare Ahl-E-Khana Ke Liye Ba’is-E-Barkat Hoga.”
رواه الترمذي. وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/59, Raqam-2698,
Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 06/123, Raqam-5991, &
Al-Mu’jam-us-Saghir, 02/102, Raqam-856,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib,02/305, Raqam-2409.]
“Hazrat Kalaada Bin Hambal RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Mein Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Kee Khidmat Me Haazir Huwa.
Mein Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ke Paas Andar Daakhil Huwa Aur Salam Na Kiya To Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Jaawo Aur Kaho :
﴿السَّلَامُ عَلَيْكُمْ﴾
As-Salamu Alaykum, Kya Mein Daakhil Ho Sakta Hoo’n ?”
رواه الترمذي وأبوداود. وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/64, Raqam-2710,
Aboo Dawood As-Sunan, 04/344, Raqam-5176,
Nasa’i As-Sunan-ul-Kubra, 04/169, Raqam-6735 : 06/87, Raqam-10147,
Bukhari Al-Adab-ul-Mufrad, 01/371, Raqam-1081,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 03/414,
Bayhaqi As-Sunan-ul-Kubra, 08/339,
Shaybani Al-Ahad Wal-Mathani, 02/96, Raqam-794.]
“Hazrat Oosama RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Aik Aysi Majlis Ke Paas Se Gujare Jis Me Musalman, Mushrik, But Parast Aur Yahoodi Sabhi Jama’ They To Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Unhein Salam Kiya.”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 05/2307, Raqam-5899, &
04/1663, Raqam-4290, &
05/2143, Raqam-5339, &
05/2292, Raqam-5854,
Muslim As-Sahih, 03/1422, Raqam-1798,
Tirmidhi As-Sunan, 05/61, Raqam-2702,
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح،
Nasa’i As-Sunan-ul-Kubra, 04/356, Raqam-7502,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 05/203, Raqam-21815.]
“Hazrat Aboo Umama RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Logon Me Se Allah Ta’ala Ke Zyaada Qareeb Woh Shakhs Hai Jo Logon Ko Salam Karne Me Pahel Kare.”
–
[Aboo Dawood As-Sunan, 04/351, Raqam-5197,
Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 06/433, Raqam-8787,
Mundhiri At-Targhib Wat-Tarhib,03/286, Raqam-4094.]
Hazrat Jaabir Bin Sulaym RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki Mein Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Kee Khidmat Me Haazir Huwa Aur Arz Kiya :
Alayka As-Salam Ya RasoolAllah ﷺ !
Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Alayka As-Salam Na Kaho, Yah Murdon Ka SalamHai (Balki As-Salamu Alaikum Kaha Karo).”
رواه الترمذي وابود واللفظ له.
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.
–
[Tirmidhi As-Sunan, 05/71, Raqam-2721,
Aboo Dawood As-Sunan, 04/353, Raqam-5209,
Nasa’i As-Sunan-ul-Kubra, 06/87, Raqam-10149,
Hakim Al-Mustadrak, 04/206, Raqam-7382,
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 03/482,
Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 05/166, Raqam-24822.]
“Hazrat Aboo Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Tum Jannat Me Us Waqt Tak Daakhil Nahin Honge Jab Tak tum Imaan Na Laawo Aur Tum Us Waqt Tak Momin Nahin Ho Sakte Jab Tak Tum Aik Dusare Se Muhabbat Na Karo.
Kya Mein Tumhein Aik Aisi Chiz Na Bataaun ?
Jis Par Tum Amal Karo To Aik Dusare Se Muhabbat Karne Lago ?
(Aur Woh Amal Yah Hai Ki) Apne Darmiyan Salam Ko Phailaya Karo (Ya’ni Kasrat Se Aik Dusare Ko Salam Kiya Karo).”
رواه مسلم والترمذي.
وقال أبو عيسى : هذا حديث حسن صحيح.
–
[Muslim As-Sahih, 01/74, Raqam-54,
Tirmidhi As-Sunan, 05/52, Raqam-2688, Aboo Dawood As-Sunan, 04/350, Raqam-5193,
Ibn Majah As-Sunan, 01/26, Raqam-68, & 02/1217, Raqam-3692,
Ibn Hibban As-Sahih, 01/47, Raqam-236,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 02/512, Raqam-10658,
Aboo Awanah Al-Musnad, 01/38, Raqam-83,
Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 05/248, Raqam-25742,
Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 06/423, Raqam-8745,
Ibn Munadah Al-Iman, 01/463, Raqam-330.]

“Hazrat Aboo Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya : Sawaar Paydal Chalne Waale Ko Salaam Kare, Paydal Chalne Waala Baythey Huwe Ko Salam Kare, Aur Thode Aadami Zyada Ta’dad Waalon Ko Salam Kare.”
Aur Imam Bukhari Ki Aik Aur Riwayat Me Yah Alfaz Bhi Hain, “Chhota Bade Ko Salam Kare.”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 05/2301, Raqam-5877, 5878, &
15/2302, Raqam-5879, 5880,
Muslim As-Sahih, 04/1703, Raqam-2160,
Tirmidhi As-Sunan, 05/61, 62, Raqam-2703, 2705,
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن صحيح.
Aboo Dawood As-Sunan, 04/351, Raqam-5198, 5199,
Ibn Hibban As-Sahih, 02/251, Raqam-498,
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 02/325, Raqam-8295.]

“Hazrat Abdullah Bin Umar RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Riwayat Hai Ki Aik Aadami Ne Sawaal Kiya :
Ya RasoolAllah ﷺ !
Sab Se behtar Islam (Me Amal) Kya Hai ? Aap SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
(Behtar Islam Yah Hai Ki) Tum (Dusaron Ko) Khaana Khilaawo Aur (Har Aik Ko) Salam Karo, Khwaah Tum Use Jaante Ho Ya Nahin Jaante.”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 01/13, Raqam-12, &
01/19, Raqam-28, &
05/2302, Raqam-5882,
Muslim As-Sahih, 01/65, Raqam-39,
Aboo Dawood As-Sunan, 04/350, Raqam-5194,
Nasa’i As-Sunan, 08/107, Raqam-5000,
Ibn Majah As-Sunan, 02/1083, Raqam-3253.]

“Hazrat Aaisha RadiyAllahu Ta’ala Anha Bayan Karti Hain Ki Mujhe Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :
Aye Aaisha !
Yah jibra’il Tumhein Salam Kahte Hain.
Hazrat Aaisha RadiyAllahu Ta’ala Anha Farmati Hai Ki Mein Ne Arz Kiya :
Aur Tum Par Bhi Salam Ho Aur Allah Ta’ala Kee Rahmat Aur Barkatein Naazil Ho’n.”
Muttafaque Alayh
–
[Bukhari As-Sahih, 03/1177, Raqam-3045, &
03/1373, Raqam-3557, &
05/2291, Raqam-5948, &
05/2306, Raqam-5895, &
05/2307, Raqam-5898,
Muslim As-Sahih, 04/1895, Raqam-2447,
Tirmidhi As-Sunan, 05/705, Raqam-3882,
وقال أبوعيسى : هذا حديث حسن.
Aboo Dawood As-Sunan, 04/359, Raqam-5232,
Nasa’i As-Sunan, 07/69, Raqam-3953,
Ibn Hibban As-Sahih, 16/11, Raqam-7098,
Darimi As-Sunan, 02/359, Raqam-2638.]

No comments:
Post a Comment